Song: Chhookar Mere Man Ko Kiya Tune Kya Ishara ... Yaarana (1981)

Song: Chhookar Mere Man Ko Kiya Tune Kya Ishara
Movie: Yaarana (1981)
Music: Rajesh Roshan
Singer: Kishore Kumar
Lyrics: Anjaan
Director: Rakesh Kumar
Starring: Amitabh Bachchan, Neetu Singh, Amjad Khan, Tanuja, Kader Khan

 

 

Lyrics:



Chhukar, mere man ko, kiya tune, kya ishara
Badala ye mausam, lage pyara jag saara
Chhukar, mere man ko, kiya tune, kya ishara
Badala ye mausam, lage pyara jag saara
Chookar mere man ko kiya tune kya ishara

Tu jo kahe jeevan bhar, tere liye main gaun,
Tere liye main gaun,
Geet tere bolo pe likhata chala jaun,
Likhata chala jaun,
Mere geeto mein, tujhe dhundhe jag saara
Chhukar, mere man ko, kiya tune, kya ishara
Badala ye mausam, lage pyara jag saara
Chhukar mere man ko kiya tune kya ishara

Aaja tera aanchal ye, pyar se main bhar doon,
Pyar se main bhar doon,
Khushiya jahan bhar ki, tujhako nazar kar doon,
Tujhako nazar kar doon,
Tu hi mera jeevan, tu hi jeene ka sahara
Chhukar, mere man ko, kiya tune, kya ishara
Badala ye mausam, lage pyara jag saara
Chhukar mere man ko kiya tune kya ishara


 

Comments

Post a Comment

Popular posts from this blog

Song: Aapke Haseen Rukh Pe Aaj Naya Nor Hain... Baharen Phir Bhi Aayengi (1966)

Song: Dil-E-Nadan Tujhe Hua Kya Hai ... Mirza Ghalib (1954)

Song: Aye Bhai Jara Dekh Ke Chalo... Mera Naam Joker (1970)