Song: Ek Taraf Uska Ghar Ek Taraf ... Nasha (1999)
Song: Ek Taraf Uska Ghar Ek Taraf ...
Album: Nasha (1999)
Music: Pankaj Udhas
Singer: Pankaj Udhas
Lyrics: Zafar Gorakhpuri
Terii nigah se aysi sharaab pee maine
Ki phir na hosh ka dava kiya kabhi maine
Wo aur honge jinhe maout aa gayi hogi
Nigaahe yaar se paayi hain zindagi maine
Aye ghame zindagi
Aye ghame zindagi kuchh toh de mashwara
Aye ghame zindagi kuchh toh de mashwara
Ek taraf usaka ghar ek taraf maykada
Ek taraf usaka ghar ek taraf maykada
Main kaha jaau hota nahi faysala
Ek taraf usaka ghar ek taraf maykada
Ek taraf usaka ghar ek taraf maykada
Ek taraf baam par koyi gulfaam hain
Ek taraf mehfil-e-baada o jaam hain
Ek taraf baam par koyi gulfaam hain
Ek taraf mehfil-e-baada o jaam hain
Dil ka dono se hain kuchh na kuchh hai vasta
Ek taraf usaka ghar ek taraf maykada
Ek taraf usaka ghar ek taraf maykada
Usake dar se utha toh kidhar jaunga
Maykada chhod dunga toh main mar jaunga
Usake dar se utha toh kidhar jaunga
Maykada chhod dunga toh main mar jaunga
Usake dar se utha toh kidhar jaunga
Maykada chhod dunga toh main mar jaunga
Sakht mushkil mein hu kya karu aye khuda
Ek taraf usaka ghar ek taraf maykada
Ek taraf usaka ghar ek taraf maykada
Zindagi ek hain aur talabgar do
Jaan Akeli magar jaan ke hakdaar do
Zindagi ek hai aur talabgar do
Jaan Akeli magar jaan ke hakdaar do
Dil bata pehele kiska karu hak ada
Ek taraf usaka ghar ek taraf maykada
Ek taraf usaka ghar ek taraf maykada
Iss taaluk ko main kayse todu jafar
Kisko apanau main kisko chhodu jafar
Iss taaluk ko main kayse todu jafar
Kisko apanau main kisko chhodu jafar
Iss taaluk ko main kayse todu jafar
Kisko apanaau main kisko chhodu jafar
Mera dono se rishta hain najdik ka
Ek taraf usaka ghar ek taraf maykada
Ek taraf usaka ghar ek taraf maykada
Aye ghame zindagi
Aye ghame zindagi kuchh toh de mashwara
Aye ghame zindagi kuchh toh de mashwara
Main kaha jaau hota nahi faysala
Ek taraf usaka ghar ek taraf maykada
Ek taraf usaka ghar ek taraf maykada
Album: Nasha (1999)
Music: Pankaj Udhas
Singer: Pankaj Udhas
Lyrics: Zafar Gorakhpuri
Terii nigah se aysi sharaab pee maine
Ki phir na hosh ka dava kiya kabhi maine
Wo aur honge jinhe maout aa gayi hogi
Nigaahe yaar se paayi hain zindagi maine
Aye ghame zindagi
Aye ghame zindagi kuchh toh de mashwara
Aye ghame zindagi kuchh toh de mashwara
Ek taraf usaka ghar ek taraf maykada
Ek taraf usaka ghar ek taraf maykada
Main kaha jaau hota nahi faysala
Ek taraf usaka ghar ek taraf maykada
Ek taraf usaka ghar ek taraf maykada
Ek taraf baam par koyi gulfaam hain
Ek taraf mehfil-e-baada o jaam hain
Ek taraf baam par koyi gulfaam hain
Ek taraf mehfil-e-baada o jaam hain
Dil ka dono se hain kuchh na kuchh hai vasta
Ek taraf usaka ghar ek taraf maykada
Ek taraf usaka ghar ek taraf maykada
Usake dar se utha toh kidhar jaunga
Maykada chhod dunga toh main mar jaunga
Usake dar se utha toh kidhar jaunga
Maykada chhod dunga toh main mar jaunga
Usake dar se utha toh kidhar jaunga
Maykada chhod dunga toh main mar jaunga
Sakht mushkil mein hu kya karu aye khuda
Ek taraf usaka ghar ek taraf maykada
Ek taraf usaka ghar ek taraf maykada
Zindagi ek hain aur talabgar do
Jaan Akeli magar jaan ke hakdaar do
Zindagi ek hai aur talabgar do
Jaan Akeli magar jaan ke hakdaar do
Dil bata pehele kiska karu hak ada
Ek taraf usaka ghar ek taraf maykada
Ek taraf usaka ghar ek taraf maykada
Iss taaluk ko main kayse todu jafar
Kisko apanau main kisko chhodu jafar
Iss taaluk ko main kayse todu jafar
Kisko apanau main kisko chhodu jafar
Iss taaluk ko main kayse todu jafar
Kisko apanaau main kisko chhodu jafar
Mera dono se rishta hain najdik ka
Ek taraf usaka ghar ek taraf maykada
Ek taraf usaka ghar ek taraf maykada
Aye ghame zindagi
Aye ghame zindagi kuchh toh de mashwara
Aye ghame zindagi kuchh toh de mashwara
Main kaha jaau hota nahi faysala
Ek taraf usaka ghar ek taraf maykada
Ek taraf usaka ghar ek taraf maykada
Comments
Post a Comment