Song: Jana Tumhare Pyar Mein .... Sasural (1961)

Song: Jana Tumhare Pyar Mein
Movie: Sasural (1961)
Music: Shankar Jaikishan
Singer: Mukesh
Lyrics: Hasrat Jaipuri
Director: T. Prakesh Rao
Starring: Mehmood, Shubha Khote, Rajendra Kumar, Saroja Devi



Lyrics:



Jana tumhare pyar mein
Shaytan ban gaya hun
Kya kya banna chaha tha
Beiman ban gaya hun
Jana jana tumhare pyar mein
Shaytan ban gaya hun
Kya kya banna chaha tha
Beiman ban gaya hun
Jana jana tumhare pyar mein

Hum to diwane hain tere naam ke
Dil loota baithe hain jigar tham ke
Hum to diwane hain tere naam ke
Dil loota baithe hain jigar tham ke
Ishk ne humko nikamma kar diya
Varna hum bhi admi the kaam ke
Itna main geer chuka hun
Ke haiwan ban gaya hun
Kya kya banna chaha tha
Beiman ban gaya hun

Jana jana tumhare pyar mein
Shaytan ban gaya hun
Kya kya banna chaha tha
Beiman ban gaya hun
Jana jana tumhare pyar mein

Ab to bas pathar ki ek tasveer hun
Ya samjh lo ek boot-e-peer hun
Ab to bas pathar ki ek tasveer hun
Ya samjh lo ek boot-e-peerr hun
Apne payro bandh gayi jo pyar mein
Ek aisi uljhi huii janjir hun
Halat ko apni dekh ke
Hayran ban gaya hun
Kya kya banna chaha tha
Beiman ban gaya hun

Jana jana tumhare pyar mein
Shaytan ban gaya hun
Kya kya banna chaha tha
Beiman ban gaya hun
Jana jana tumhare pyar mein

Comments

Popular posts from this blog

Song: Aye Bhai Jara Dekh Ke Chalo... Mera Naam Joker (1970)

Song: Main Pal Do Pal Ka Shayar Hoon ... Kabhi Kabhi ( 1976 )

Song: Ajeeb Dastan Hai Ye .... Dil Apna Aur Preet Parai (1960)