Song: Dil tadap tadap ke kah raha hain aa bhi ja... Movie: Madhumati (1958)

Song: Dil tadap tadap ke kah raha hain aa bhi ja...
Movie: Madhumati (1958)
Music: Salil Choudhury
Singer: Lata Mangeshkar and Mukesh
Lyrics: Shailendra
Director: Bimal Roy
Starring: Dilip Kumar, Vyjayanthimala, Johnny Walker, Pran





Lyrics:



Dil tadap tadap ke kah raha hain aa bhi ja
Tu humse aankh na chura, tujhe kasam hain aa bhi ja
Dil tadap tadap ke keh raha hain aa bhi ja
Tu humse aankh na chura, tujhe kasam hain aa bhi ja

Tu nahi toh ye bahar kya bahar hain
Gul nahi khile to tera intejar hain
Tu nahi toh ye bahar kya bahar hain
Gul nahi khile to tera intejar hain
Ke tera intejar hai, ke tera intejar hain
Dil tadap tadap ke kah raha hain aa bhi ja
Tu humse aankh na chura, tujhe kasam hain aa bhi ja

Dil dhadak dhadak ke de raha hain ye sada
Tumhari ho chuki hu main, tumhare paas hun sada
Dil dhadak dhadak ke de raha hain ye sada
Tumhari ho chuki hun main, tumhare paas hun sada

Tumse meri zindagi ka ye singar hain
Ji rahi hun main ke mujhko tumse pyar hain
Tumse meri zindagi ka ye singar hain
Ji rahi hu main ke mujhko tumse pyar hain
Ke mujhko tumse pyar hain, ke mujhko tumse pyar hain
Dil tadap tadap ke kah raha hain aa bhi ja
Tu humse aankh na chura, tujhe kasam hain aa bhi ja
Dil dhadak dhadak ke de raha hain ye sada
Tumhari ho chuki hun main, tumhare paas hu sada

Muskurate pyar ka asar hain har kahi
Hum kaha hain dil kidhar hain kuchh khabar nahi
Muskurate pyar ka asar hain har kahi
Hum kaha hain dil kidhar hain kuchh khabar nahi
Kidhar hain kuchh khabar nahi
Kidhar hain kuchh khabar nahi
Dil tadap tadap ke kah raha hain aa bhi ja
Tu humse aankh na chura, tujhe kasam hain aa bhi ja
Dil dhadak dhadak ke de raha hain ye sada
Tumhari ho chuki hun main, tumhare paas hun sada

Comments

Post a Comment

Popular posts from this blog

Song: Aapke Haseen Rukh Pe Aaj Naya Nor Hain... Baharen Phir Bhi Aayengi (1966)

Song: Dil-E-Nadan Tujhe Hua Kya Hai ... Mirza Ghalib (1954)

Song: Aye Bhai Jara Dekh Ke Chalo... Mera Naam Joker (1970)