Song: Aaj Phir Jeene Ki Tamanna Hain ... Guide (1965)

Song: Aaj Phir Jeene Ki Tamanna Hain ...
Movie: Guide (1965)
Music: S. D. Burman
Singer: Lata Mangeshkar
Lyrics: Shailendra
Director: Vijay Anand
Starring: Dev Anand, Waheeda Rehman, Leela Chitnis

 

 

Lyrics:



Kaanton se kheench ke ye aanchal
Tod ke bandhan bandhe payal
Koyi na roko dil ki udan ko
Dil woh chala aa..

Aaj phir jeene ki tamanna hain
Aaj phir marne ka irada hain
Aaj phir jeene ki tamanna hain
Aaj phir marne ka irada hain

Apne hi bas mein nahi main
Dil hain kahin to hoon kahin main
Ho apne hi bas mein nahi main
Dil hain kahin to hoon kahin main.
Ho jane kya pa ke meri zindagi ne
Hans kar kaha ha ha ha ha ha ha

Aaj phir jeene ki tamanna hain
Aaj phir marne ka irada hain
Aaj phir jeene ki tamanna hain
Aaj phir marne ka irada hain

Main hoon gubbar ya toofan hoon
Koyi bataaye main kahan hoon
Ho main hoon gubar ya toofan hoon
Koi bataaye main kahan hoon
Ho dar hain safar mein kahin kho na jaaoon main
Rasta naya aa..

Aaj phir jeene ki tamanna hain
Aaj phir marne ka irada hain
Aaj phir jeene ki tamanna hain
Aaj phir marne ka irada hain

Kal ke andheron se nikal ke
Dekha hain aankhein malte malte
Ho kal ke andheron se nikal ke
Dekha hai naankhein malte malte
Ho phool hi phool zindagi bahaar hain
Tay kar liya aa..

Aaj phir jeene ki tamanna hai
Aaj phir marne ka irada hai
Aaj phir jeene ki tamanna hai
Aaj phir marne ka irada hain

 

Comments

Post a Comment

Popular posts from this blog

Song: Aapke Haseen Rukh Pe Aaj Naya Nor Hain... Baharen Phir Bhi Aayengi (1966)

Song: Dil-E-Nadan Tujhe Hua Kya Hai ... Mirza Ghalib (1954)

Song: Aye Bhai Jara Dekh Ke Chalo... Mera Naam Joker (1970)