Song: E Phoolon Kee Rani Baharon Kee Malika... Arzoo (1965)
Song: E Phoolon Kee Rani Baharon Kee Malika...
Movie: Arzoo (1965)
Music: Shankar - Jaikishan
Singer: Mohammed Rafi
Lyrics: Hasarat Jaipuri
Director: Ramanand Sagar
Starring: Rajendra Kumar, Sadhana, Feroz Khan
Aye phoolon kee rani baharon kee malika
Tera muskurana gazab ho gaya
Aye phoolon kee rani baharon kee malika
Tera muskurana gazab ho gaya
Na dil hosh mein hain na hum hosh mein hain
Nazar ka milana gazab ho gaya
Tere hoth kya hain gulabi kaval hain
Ye do pattiya pyar kee ek gazal hain
Vo nazuk labo se muhabbat kee baate
Hami ko sunana gazab ho gaya
Aye phoolon kee rani baharon kee malika
Tera muskurana gazab ho gaya
Kabhi khul ke milna kabhi khud jhijhakana
Kabhi rasto par bahakna machalna
Ye palko kee chilaman uthakar geerana
Geerakar uthana gazab ho gaya
Aye phoolon kee rani baharon kee malika
Tera muskurana gazab ho gaya
Fizao mein thandak ghata bhar javani
Tere gesuo kee badi meharabani
Har ek pech mein saikado maikade hain
Tera ladakhadana gazab ho gaya
Aye phoolon kee rani baharon kee malika
Tera muskurana gazab ho gaya
Na dil hosh mein hain na hum hosh mein hain
Nazar ka milana gazab ho gaya
Movie: Arzoo (1965)
Music: Shankar - Jaikishan
Singer: Mohammed Rafi
Lyrics: Hasarat Jaipuri
Director: Ramanand Sagar
Starring: Rajendra Kumar, Sadhana, Feroz Khan
Lyrics:
Aye phoolon kee rani baharon kee malika
Tera muskurana gazab ho gaya
Aye phoolon kee rani baharon kee malika
Tera muskurana gazab ho gaya
Na dil hosh mein hain na hum hosh mein hain
Nazar ka milana gazab ho gaya
Tere hoth kya hain gulabi kaval hain
Ye do pattiya pyar kee ek gazal hain
Vo nazuk labo se muhabbat kee baate
Hami ko sunana gazab ho gaya
Aye phoolon kee rani baharon kee malika
Tera muskurana gazab ho gaya
Kabhi khul ke milna kabhi khud jhijhakana
Kabhi rasto par bahakna machalna
Ye palko kee chilaman uthakar geerana
Geerakar uthana gazab ho gaya
Aye phoolon kee rani baharon kee malika
Tera muskurana gazab ho gaya
Fizao mein thandak ghata bhar javani
Tere gesuo kee badi meharabani
Har ek pech mein saikado maikade hain
Tera ladakhadana gazab ho gaya
Aye phoolon kee rani baharon kee malika
Tera muskurana gazab ho gaya
Na dil hosh mein hain na hum hosh mein hain
Nazar ka milana gazab ho gaya
Comments
Post a Comment