Song: Zindagi Khwab Hain Khwab Mein Jhuth Hain Kya ... Jagte Raho (1956)
Song: Zindagi Khwab Hain Khwab Mein Jhuth Hain Kya
Movie: Jagte Raho (1956)
Singers: Mukesh
Lyrics: Shailendra
Music: Salil Chowdhury
Director: Amit Maitra, Sombhu Mitra
Starring: Raj Kapoor, Pradeep Kumar, Sumitra Devi
Lyrisc:
Rangi ko naarangi kahe, bane dudh ko khoya
Chalti ko gaadi kahe, dekh kabira roya
Zindagi khwaab hain, khwaab mein jhuth hain kya
Aur bhala sach hain kya
Zindagi khwaab hain, khwaab mein jhuth kya
Aur bhala sach hain kya
sab sach hain
Zindagi khwaab hain
Dil ne hamse jo kaha, hamne waysa hi kiya
Dil ne hamse jo kaha, hamne waysa hi kiya
phri kabhi phursat se sochenge bura tha ya bhala
Zindagi khwaab hai, khwaab mein jhuth kya
Aur bhala sach hai kya
Zindagi khwaab hai
Ek katra mayn ka jab, patthar ke hothon par pada
Ek katra may ka jab, patthar ke hothon par pada
Uske sine me bhi dil dhadka ye usne bhi kaha, kya
Zindagi khwaab hai, khwaab mein jhuth kya
Aur bhala sach hai kya
Zindagi khwaab hai
Ek payali bhar ke maine, gum ke maare dil ko di
Ek payali bhar ke maine, gum ke maare dil ko di
Zehar ne maara zehar ko, murde mein phir jaan aa gaye
Zindagi khwaab hai, khwaab mein jhuth kya
Aur bhala sach hai kya
Zindagi khwaab hai, khwaab mein jhuth kya
Aur bhala sach hai kya, sab sach hai
Comments
Post a Comment