Song: Aaj Himalaya Ki Choti Se Phir Hum Ne...Kismet (1943)

Song: Aaj Himalaya Ki Choti Se Phir Hum Ne...

Movie: Kismet (1943)

Music: Anil Kishor Biswas

Singer: Amirbai Karnataki, Khan Mastana

Director: Gyan Mukherjee

Starring: Ashok Kumar, Mumtaz Shanty, Shah Nawaz

Lyrics:

Aaj himalay ki choti se phir hum ne lalkara hain

Door hato, door hato
Door hato aye duniya walon Hindustan hamara hain

Jaha hamara taj-mahal hain aur qutab-minara hain

Jaha hamare mandir masjid sikhon ka gurudvara hain

Is dhariti par kadam badhana atyachar tumhara hain
Atyachar tumhara hain
Door hato, door hato
Door hato aye duniya walon Hindustan hamara hain
Door hato aye duniya walon Hindustan hamara hain

Aaj himalay ki choti se phir ham ne lalkara hain

Shuroo hua hain jang tumhara jaag utho Hindustani
Tum na kisi ke aage jhukana german ho ya japani

Aaj sabhi ke liye hamara yahi qaumi naara hain
Aaj sahib ke lye hamara yahi qaumi naara hain
Door hato, door hato
Door hato aye duniya walon hindustan hamara hain

Aaj himalay ki choti se phir ham ne lalakara hain

Door hato, door hato, door hato

Comments

Popular posts from this blog

Song: Aye Bhai Jara Dekh Ke Chalo... Mera Naam Joker (1970)

Song: Main Pal Do Pal Ka Shayar Hoon ... Kabhi Kabhi ( 1976 )

Song: Ajeeb Dastan Hai Ye .... Dil Apna Aur Preet Parai (1960)