Song: Is Rang Badalti Duniya Mein ... Rajkumar (1964)
SONG - Is Rang Badalti Duniya Mein
MOVIE - Rajkumar (1964)
Music - Shankar Jaikishan
SINGER - Mohammed Rafi
LYRICS - Shailendra
Directed - K Shanker
Cast - Shammi Kapoor. Sadhana. Pran, Om Prakash, Prithviraj, Panorama Rajendra Nath., Shanti
Lyrics:
Insaan ki niyat thik nahi
Nikla na karo tum saj dhajke
Imaan ki niyat thik nahi
Is rang badalti duniya mein
Insaan ki niyat thik nahi
Nikla na karo tum saj dhajke
Imaan ki niyat thik nahi
Ye dil hain bada hi diwana
Chheda na karo is pagal ko
Ye dil hain bada hi diwana
Chheda na karo is pagal ko
Tum se na shararat kar baithe
Nadan ki niyat thik nahi
Is rang badalti duniya mein
Insaan ki niyat thik nahi
Nikla na karo tum saj dhajke
Imaan ki niyat thik nahi
Kaandhe se hata lo sar apana
Ye pyar mohabbat rahane do
Kashti ko sanbhalo maujon se
Toofaan ki niyat thik nahi
Is rang badalti duniya mein
Insaan ki niyat thik nahi
Nikla na karo tum saj dhajke
Imaan ki niyat thik nahi
Is rang badalti duniya mein
Main kaise khuda hafiz kah dun
Muzhko to kisi ka yakin nahi
Main kaise khuda hafiz kah dun
Muzhko to kisi ka yakin nahi
Chhup jao humari aankhon mein
Bhagawan ki niyat thik nahi
Is rang badalti duniya mein
Insaan ki niyat thik nahi
Nikla na karo tum saj dhajke
Imaan ki niyat thik nahi
Is rang badalti duniya mein
Comments
Post a Comment